Zindagi Lyrics – Pranaam | Ankit Tiwari

hum kaha tum kaha
tum kaha hum kaha

hum kaha tum kaha
tum kaha hum kaha

saare mausam khushnuma the
sar pe kitne aasmaan the
ek pal mein hi na jaane
kya huya?

door tak andhere
door hai sawere
raash hi na aaye zindagi

aaye kaha se jayege kaha ko
kuchh toh bataye zindgi

kya se ye kya ho gaya
kyun tu juda ho gaya

khaabo mein tha jo shehar
kyun laapata ho gaya

saare joognu kho gaye hai
haath khali ho gaye hai
ek pal mein hi na jaane
kya huya?

door tak andhere
door hai sawere
raash hi na aaye zindagi

aaye kaha se jayege kaha ko
kuchh toh bataye zindgi

Table of Contents

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top