Bas khuda se itni shikayat
kyun tu mera hua hi nahi
kuchh lamhon ki maangi thi mohlat
kyun tu mera hua hi nahi
haan main mangun izazat
haan karke bagawat
tu mera hua hi nahi
maine maangi thi tujshe wo saansein
jinme basti hai saansein meri
bas khuda se hai itni shikayat
kyun tu mera hua hi nahi
mujhe agar teri yaad aaye
kaise kise hum bataye haan
jee kar bhi kaise jiyun main
haq mein nahi hai yeh hawayein
faasle faislon ki wajah the
ishq kaamil hua hi nahi
bas khuda se hai itni shikayat
kyun tu mera hua hi nahi
mera marz tu hai dawa bhi
main hoon yeh raatein gawah bhi haan
jinn raaston pe khuda na
mujhko mila tu wahan bhi
naam tere safar yeh kiya par
hum safar tu hua hi nahi
bas khuda se hai itni shikayat
kyun tu mera hua hi nahi
Table of Contents