Aashiq Banaya Aapne Lyrics

Ashiq Banaya Ashiq Banaya,
Ashiq Banaya Apne,
Ashiq Banaya Ashiq Banaya,
Ashiq Banaya Apne…

Tere Bin Sooni Sooni Hain Bahein,
Tere Bin Pyasi Pyaasi Nigahein,
Tere Bin Bin Asar Meri Aahein,
Tere Bin…

Tere Bin Sooni Sooni Hain Bahein,
Tere Bin Pyasi Pyaasi Nigahein,
Tere Bin Bin Asar Meri Aahein,
Tere Bin…

Ashiq Banaya Ashiq Banaya,
Ashiq Banaya Apne,
Ashiq Banaya Ashiq Banaya,
Ashiq Banaya Apne…

Tere Bin Lamha Lamha Sataye,
Tere Bin Beqarari Jalaye,
Tere Bin Chain Mujhko Na Aaye,
Tere Bin…

Tere Bin Lamha Lamha Sataye,
Tere Bin Beqarari Jalaye,
Tere Bin Chain Mujhko Na Aaye,
Tere Bin…

Meri Nigaahon Mein Tera Chehra Ravaan Hai,
Gehre Hain Armaan, Jan-e-Jaan Paagal Sama Hai,
Meri Nigaahon Mein Tera Cheharaa Ravaan Hai,
Gehre Hain Armaan, Jan-e-Jaan Paagal Sama Hai,

Ho, Apanae Dayre Se Main To Chhootne Lagi Hoon,
Tere Bazuon Mein Aa Ke Tutne Lagi Hoon,
Apanae Dayre Se Main To Chhootne Lagi Hoon,
Tere Bazuon Mein Aa Ke Tutne Lagi Hoon,

Tere Bin Jeena Nai Hai Gavara,
Tere Bin Dil Ka Nai Hai Guzara,
Tere Bin Koun Apna Sahara,
Tere Bin…

Ho, Ashiq Banaya Ashiq Banaya,
Ashiq Banaya Apne,
Ashiq Banaya Ashiq Banaya,
Ashiq Banaya Apne…

Bechainiyon Ka, Faslon Ka Silsila Hai,
Dard-e-Jigar Ka Ye Sabab Humko Mila Hai,
Bechainiyon Ka, Faslon Ka Silsila Hai,
Dard-e-Jigar Ka Ye Sabab Humko Mila Hai,

Haan-Haan-Haan,
Betabiyon Ne Hamko Chur Kar Diya Hai,
Pas Aane Pe Majboor Kar Diya Hai,
Betabiyon Ne Hamko Chur Kar Diya Hai,
Paas Aanae Pe Majaboor Kar Diya Hai,

Tere Bin Raat Katti Nahin Hai,
Tere Bin Pyas Mitati Nahin Hai,
Tere Bin Doori Ghatati Nahin Hai,
Tere Bin…

Ashiq Banaya Ashiq Banaya,
Ashiq Banaya Apne,
Ashiq Banaya Ashiq Banaya,
Ashiq Banaya Apne…

Tere Bin Sooni Sooni Hain Bahein,
Tere Bin Pyasi Pyaasi Nigahein,
Tere Bin Bin Asar Meri Aahein,
Tere Bin…

Tere Bin Lamha Lamha Sataye,
Tere Bin Beqarari Jalaye,
Tere Bin Chain Mujko Naa Aaye,
Tere Bin…

Tere Bin, Tere Bin, Tere Bin…

Aashiq Banaya Aapne Lyrics Credits:

Singers: Himesh Reshammiya and Shreya Ghoshal
Movie: Aashiq Banaya Aapne (2005)
Music Composer: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer Anjaan

Table of Contents

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top