Pyaar Hua Ikraar Hua Hai
Pyaar Se Phir Kyun Darta Hai Dil
Pyaar Hua Ikraar Hua Hai
Pyaar Se Phir Kyun Darta Hai Dil
Kehta Hai Dil, Rasta Mushkil
Maloom Nahi Hai Kahan Manzil
Kehta Hai Dil, Rasta Mushkil
Maloom Nahi Hai Kaha Manzil
Pyaar Hua Ikraar Hua Hai
Pyaar Se Phir Kyun Darta Hai Dil
Kehta Hai Dil, Rasta Mushkil
Maloom Nahi Hai Kahan Manzil
Pyaar Hua Ikraar Hua Hai
Pyaar Se Phir Kyun Darta Hai Dil
Kaho Ki Apni Preet Ka, Geet Na Badlega Kabhi
Tum Bhi Kaho Is Raah Ka, Meet Na Badlega Kabhi
Pyaar Jo Toota, Pyaar Jo Chhuta, Chand Na Chamakega Kabhi
Aahaa Haa Aahaa Haa Aa
Pyaar Hua Ikraar Hua Hai
Pyaar Se Phir Kyun Darta Hai Dil
Kehta Hai Dil, Rasta Mushkil
Maloom Nahi Hai Kahan Manzil
Pyaar Hua Ikraar Hua Hai
Pyaar Se Phir Kyun Darta Hai Dil
Raatein Daso Dishaaon Se, Kahengi Apni Kahaniyaan
Prit Hamare Pyaar Ke, Dohraaengi Jawaniya
Mai Na Rahungi, Tum Na Rahoge, Phir Bhi Rahengi Nishaniyaan
Pyaar Hua Ikraar Hua Hai
Pyaar Se Phir Kyun Darta Hai Dil
Kehta Hai Dil, Rasta Mushkil
Maloom Nahi Hai Kahan Manzil
Kehta Hai Dil, Rasta Mushkil
Maloom Nahi Hai Kaha Manzil
Pyaar Hua Ikraar Hua Hai
Pyaar Se Phir Kyun Darta Hai Dil…
Pyaar Hua Ikraar Hua Lyrics Credits:
Singers: Manna Dey and Lata Mangeshkar
Movie: Shree 420 (1955)
Music Composers: Shankar–Jaikishan
Lyricist: Shailendra