Suraj Hua Maddham
Chand Jalne Lagaa
Aasma Ye Haye
Kyun Pighalne Lagaa
Suraj Hua Maddham
Chand Jalne Lagaa
Aasma Ye Haye
Kyun Pighalne Lagaa
Main Thehraa Rahaa, Zameen Chalne Lagee
Dhadka Ye Dil, Saans Thamne Lagee
Ho… Kya Yeh Mera Pehla, Pehla Pyar Hai
Sajnaa… Kya Yeh Mera Pehla, Pehla Pyar Hai
Hooo… Ooo… Aaa…
Suraj Hua Maddham
Chand Jalne Lagaa
Aasma Ye Haye
Kyun Pighalne Lagaa
Main Thehree Rahee, Zameen Chalne Lagee
Dhadka Ye Dil, Saans Thamne Lagee
Haan…
Kya Ye Mera Pehla, Pehla Pyar Hai
Sajnaa…
Kya Ye Mera Pehla, Pehla Pyar Hai
Hai Khubsoorat Ye Pal
Sab Kuchh Rahaa Hai Badal
Sapne Haqeeqat Mein Jo
Dhal Rahe Hain
Kya Sadiyon Se Puraana
Hai Rishtaa Ye Hamaara
Ke Jis Tarha Tum Se Hum
Mil Rahe Hain
Yunhi Rahe Har Dam
Pyar Ka Mausam
Yunhi Milo Hum Se
Tum Janam Janam
Hmm… Main Thehra Rahaa
Zameen Chalne Lagee
Dhadka Ye Dil Saans Thamne Lagee
Haan…
Kya Ye Mera Pehla, Pehla Pyar Hai
Sajnaa…
Kya Ye Mera Pehla, Pehla Pyar Hai
Tere Hi Rang Se Yun
Main To Rangee Hun Sanam
Pake Tujhe,
Khud Se Hi Kho Rahi Hun Sanam
O Mahiya,
Ve Tere Ishq Mein, Haan Doob Ke
Paar Main Ho Rahi Hun Sanam
Sagar Huwa Pyasaa
Raat Jagne Lagee
Sholon Ke Dil Mein Bhi
Aag Jalne Lagee
Main Thehri Rahi Zameen Chalne Lagee
Dhadkaa Yeh Dil Saans Thamne Lagee
Kya Ye Mera Pehlaa, Pehla Pyaar Hai
Sajnaa…
Kya Ye Mera Pehla, Pehla Pyar Hai
Suraj Hua Maddham
Chand Jalne Lagaa
Aasma Ye Haye
Kyun Pighalne Lagaa
Suraj Hua Maddham Lyrics Credits:
Singers: Sonu Nigam and Alka Yagnik
Movie: Kabhi Khushi Kabhie Gham… (2001)
Music Composer: Sandesh Shandilya
Lyricist: Anil Pandey