Afreen Afreen
Afreen Afreen
Usne Jana Ki Tareef Mumkin Nahi
Afreen Afreen Afreen
Tu Bhi Dekhe Agar, To Kahe Hamnshein
Afreen Afreen
Afreen Afreen
Aisaa Dekha Nahi Khubsurat Koi
Jism Jaise Hai Ajanta Ki Moorat Koi
Jism Jaise Nigahon Pe Jadu Koi
Jism Nagma Koi Jism Khushbu Koi
Jism Jaise Machalte Huye Ragni
Jism Jaise Mehakti Huye Chandni
Jism Jaise Ke Khiltaa Huye Ek Chaman
Jism Jaise Ke Suraj Ki Pehli Kiran
Jism Tersha Huye Dikashoo Dilnashein
Sandalee Sandalee Marmaree Marmaree
Sandalee Sandalee Marmaree Marmaree
Afreen Afreen
Afreen Afreen
Usne Jana Ki Tareef Mumkin Nahi
Afreen Afreen Afreen
Tu Bhi Dekhe Agar, To Kahe Hamnshein
Afreen Afreen Afreen Afreen
Usne Jana Ki Tareef Mumkin Nahi
Usne Jana Kee Tareef Mumkin Nahi
Afreen Afreen
Afreen Afreen
Ankheen Dekhein To Main Dekhta Rah Gaya
Jaam Dooo Ore Doonoon Hi Doo Ateshaa
Ankhein Yaa Makadi Kaee Doo Baab Hain
Ankhein Inn Ko Kahoon Yaa Kahoon Khawaab Hain
Ankhein Neechi Hui To Haya Ban Gayein
Ankhein Unchein Hui To Dua Ban Gayein
Ankhein Uth Kar Jhukein Too Adaa Ban Gayein
Ankhein Jhuk Kar Uthein To Qada Ban Gayein
Ankhein Jin Main Hain Kaid Asmaan O Zamein
Nargasi Nargasi, Surmayi Surmayi
Nargasi Nargasi Surmayi Surmayi
Afreen Afreen, Afreen Afreen
Afreen Afreen, Afreen Afreen
Afreen Afreen ,Afreen Afreen
Afreen Afreen, Afreen Afreen…
Afreen Afreen Lyrics Credits:
Singer & Lyricist: Nusrat Fateh Ali Khan