Gali Mein Aaj Chand Nikla Lyrics

Last updated on August 30th, 2024 at 01:39 pm

Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Jane Kitne Dinon Ke Baad
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Jane Kitne Dinon Ke Baad
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Gali Mein Aaj Chand Nikla

Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Jane Kitne Dinon Ke Baad
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Jane Kitne Dinon Ke Baad
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Gali Mein Aaj Chand Nikla

Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad
Gali Mein Aaj Chand Nikla

Ye Nainaa Bin Kaajal Tarse
Baara Mahine Baadal Barse
Suni Rab Ne Meri Fariyaad
Sunee Rab Ne Meri Fariyad
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Gali Mein Aaj Chand Nikla

Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad
Gali Mein Aaj Chand Nikla

Aaj Ki Raat Jo Main Sojataa
Khulti Aankh Subha Ho Jati
Main To Ho Jati Bas Barbad
Main To Ho Jati Bas Barbad
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Gali Mein Aaj Chand Nikla

Jane Kitne Dinon Ke Baad
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Main Ne Tumko Aate Dekhaa
Apni Jaan Ko Jate Dekhaa
Jane Phir Kya Hua Nahin Yaad
Jane Phir Kya Hua Nahin Yaad
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Gali Mein Aaj Chand Nikla

Jane Kitne Dinon Ke Baad
Gali Mein Aaj Chand Nikla

Gali Mein Aaj Chand Nikla Lyrics Credits:

Singer: Alka Yagnik
Movie: Zakhm (1998)
Music Composer: M. M. Kreem
Lyricist: Anand Bakshi

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top