Likhe Jo Khat Tujhe Lyrics

Last updated on September 26th, 2024 at 03:48 am

Likhe Jo Khat Tujhe,
Woh Teri Yad Mein,
Hazaron Rang Ke,
Nazare Ban Gaye,

Likhe Jo Khat Tujhe,
Woh Teri Yad Mein,
Hazaron Rang Ke,
Nazare Ban Gaye,
Savera Jab Huwa
To Phool Ban Gaye
Jo Raat Aayi To
Sitare Ban Gaye
Likhe Jo Khat Tujhe…

Koi Nagmaa Kahin Goonja,
Kaha Dil Ne, Yeh Tu Aayi,
Kahin Chatki Kali Koi,
Main Yeh Samjha, Tu Sharmayi,
Koi Khushu Kahin Bikhree,
Laga Yeh Zulf Lehraayi,

Likhe Jo Khat Tujhe,
Woh Teri Yad Mein,
Hazaron Rang Ke,
Nazare Ban Gaye,
Savera Jab Huwa,
To Phool Ban Gaye,
Jo Raat Aayi To,
Sitare Ban Gaye,
Likhe Jo Khat Tujhe…

Fiza Rangein, Adaa Rangein,
Yeh Ethlana, Yeh Sharmana,
Yeh Angdai, Yeh Tanhai,
Yeh Tarsa Kar, Chale Jaana,
Bana De Ga Nahi Kisko,
Jawaan Jadu Yeh Deewana,

Likhe Jo Khat Tujhe,
Woh Teri Yad Mein,
Hazaron Rang Ke,
Nazare Ban Gaye,
Savera Jab Huwa,
To Phool Ban Gaye,
Jo Raat Aayi To,
Sitare Ban Gaye,
Likhe Jo Khat Tujhe…

Jahan Tu Hai, Wahan Main Hoon,
Mere Dil Ki, Tu Dhadhkan Hai,
Musafir Main Tu Manzil Hai,
Main Pyasa Hoon, Tu Saawan Hai,
Meri Duniya, Yeh Nazrein Hain,
Meri Jannat Yeh Daaman Hai,

Likhe Jo Khat Tujhe,
Woh Teri Yad Mein,
Hazaron Rang Ke,
Nazare Ban Gaye,
Savera Jab Huwa,
To Phool Ban Gaye,
Jo Raat Aayi To,
Sitare Ban Gaye,

Likhe Jo Khat Tujhe…

Likhe Jo Khat Tujhe Lyrics Credits:

Song Title: Likhe Jo Khat Tujhe
Singer: Mohammed Rafi
Movie: Kanyadaan (1968)
Music Composers: Shankar-Jaikishan
Lyricist: Gopaldas Neeraj

FAQs for Likhe Jo Khat Tujhe Lyrics

Q1: What is the meaning of the song “Likhe Jo Khat Tujhe”?
Answer: The song “Likhe Jo Khat Tujhe” means “The letters I wrote to you.” It conveys the emotions and feelings of love that are expressed through letters sent to a beloved.

Q2: Who is the singer of “Likhe Jo Khat Tujhe”?
Answer: “Likhe Jo Khat Tujhe” is sung by the legendary playback singer Mohammad Rafi, known for his melodious voice and emotional depth.

Q3: Which movie features the song “Likhe Jo Khat Tujhe”?
Answer: The song is from the 1968 Bollywood movie Kanyadaan, starring Shashi Kapoor and Asha Parekh in lead roles.

Q4: Who composed the music for “Likhe Jo Khat Tujhe”?
Answer: The music for “Likhe Jo Khat Tujhe” was composed by Shankar-Jaikishan, one of the most iconic music composer duos in Indian cinema.

Q5: Who wrote the lyrics of “Likhe Jo Khat Tujhe”?
Answer: The heartfelt lyrics of “Likhe Jo Khat Tujhe” were penned by Neeraj, a well-known poet and lyricist in the Hindi film industry.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top