Madhoshiya Hai Tanhaiya Hai Lyrics

madhosiya hai tanhaiya hai
baho me aao sajan o sajan
jhil si gehri aankho me teri
aa dub jau sanam o sanam
sanso me samil kar do tum sanso
kano me keh do tum dil ki bate
ye duriya tum mita do
tumse hai kasam
madhosiya hai tanhaiya hai
baho me aao sajan o sajantune chua aisa laga
jaise koi jadu chalamai to diwani hui teri
o sajan ho milam
hotho ki lali chura lunga sanam
ye dil tera aashiq hua

aisi nigaho se dekha hai tune
chaya hai mujhpe nasha hi nasha
ye kya hua ye jara jara sa dard hai
dil me pyar ka

madhosiya hai tanhaiya hai
baho me aao sajan o sajan

aanchal tera tan se uda
pagal mera dil ye hua
chodo bhi ab ye sharm
ye sharm o sanam

ji chahta ke baho me teri
sara jahan mai bhula du
tu kahe to tere liye mai
jaan bhi apni luta

mere piya kabhi na bhul payenge ham
aaj ka milam

madhosiya hai tanhaiya hai
baho me aao sajan o sajan
jhil si gehri aankho me teri
aa dub jau sanam o sanam

sanso me samil kar do tum sanso
kano me keh do tum dil ki bate
ye duriya tum mita do
tumse hai kasam.

Table of Contents

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top